Pyaasa
Earlier this month, I had blogged about a movie I had considered to be the Best Hindi Movie. It isn't so any more. Thanks to Pyaasa.
"Mere Samne Se Hata Lo Yeh Duniya
Tumhari Hai Tum Hi Sambhalo Yeh Duniya
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye, To Kya Hai?"
"Mujhe shikayat hai samaj ki us danche se jo insaan se uski insaaniyat cheen leta hai, matlab ke liye apne bhai ko begaana bana deta hai, dost ko dushman banata hai. Mujhe shikayat hai us tehzeeb se, us sanskriti se jahaan murdon ko puja jaata hai aur zinda insaan ko pairontale raunta jaata hai; jahaan kisiki dukh-dard pe do aasoon bahaana bujdali samjha jaata hai, jhukke milna ek kamzori samjha jaata hai. Aise maahaul mein mujhe kabhi shanthi nahin milegi. Isiliye mein door ja raha hoon."
Nanri hai, DD.

0 Value-adds:
Post a Comment
<< Home